Yar Hilo G200 aur g100 me koi farq nhi hai bakwas phon hai belkul hi Baikak karo camon 50 pro ka
Daniyal Noor
16 Mar, 2026
Yaqeen mano bhai me Camon series ka Fan hu... But is baar inho ne hadd krdi, i mean farigh ul aqal kahi ke gadho, tum ne selfie camera zero krdia... Same camon 40 pro walay features or spec hai lekin selfie me ye maar khaye ga... Siwaye battery bharanay k wo bhi 500mhz bharaai h iske ilawa kuch bhi nhi kiya... Blke bakwaas look bhi he... Is se acha banda camon 40 pro par hi rahay or inke ksi new variant ka wait karay....
Rana Sajid
27 Feb, 2026
Very good device Pakistan mein lunch kab tak ho jay gi