A. W
yaar es ki front flesh bhi honi chahea and protection gorilla glass gasi honi chahea and Pakistan main es ki price 70k honi chahea.
Muhammad Shahbaz
07 Nov, 2025
Pakistan mein ye mobile kub tak mil jay ga our price Kya ho gi is taim Saudia mein ya 1400 riyal ka hai agr edr ye mobile Liya jay to Pakistan mein Tex ketna dena pry ga koi rehnmai frmay thanku
Malik Bilal BWP Channar PHP
06 Nov, 2025
Pakistan me kb tak aa sakta hi. ye phone koi bata sakta hi
Usman Rana
01 Nov, 2025
tax pakistan 🇵🇰 ka lag k pta chal jay ga bhai preshan kyou ho rahy hain abi hi advance qeemti hy
faisal rana
29 Oct, 2025
1300 AED main uae main mil raha hai Pakistan main kaisy 80k ka mil sakta hia sawal hi paida nhi Hota
RiazHussain Abro
24 Oct, 2025
Pakistan mein ye device kb launch ho gi...?
Mehrban Ali
27 Sep, 2025
MashaAllah achi device lgti he agr maqool price main avail hoi to